Hamara Naam harkesh Verma hai meri patni ka naam Priti Verma hai
Ham Uttar Pradesh ke Rahane Wale Hain
Hamari taraf se sabhi ko namaste pranam swikar Ho
Aap sabhi ka Manoranjan karane ke liye dance video comedy funny videos banate hain
Aapke jivan mein har pal Bhagwan khushiyon ka pal banae rakhen
Ham Apne Shahar ka gaon ka Naam Roshan karna chahta hun
Kuchh karke kuchh Bankar dikhana chahta hun