Channel Avatar

Meri Rasoi @UCdgfSOiOPVvx9LRzX8TFQbQ@youtube.com

399 subscribers - no pronouns :c

More from this channel (soon)


urad dal ke roll banao or gol gol ghoom jao 😜 happy rath yatra ❤️ #nanananikakitchen bina cheese wala Desi besan sandwich 🥪 banao or badiya mousam ka maja lo #nanananikakitchen matari bahut khai aapne aaj dal matari 🍪 khilate hai aap sabhi ko #nanananikakitchen matar paneer, shahi paneer aapne bhot khaya hoga aaj khaiye paneer bhurji 🍱 #nanananikakitchen khatte mithe moong dal pakodi aapke samne hajir ye rahi recipe 👌 #nanananikakitchen sona kitna sona hai triangle samosa 🍽️ humara chalo banate alag samosa #nanananikakitchen man bhar gaya ho dal kha kha kar tab banao tamatar ki swadisht sabji 🍲 #nanananikakitchen bachcho ko khush karne ke liye pizza jese moong dal ka nashta 🍕 ase banaiye #nanananikakitchen gao jesi londi ki sabji apne ghar per ase banao or garmiyon me healthy raho #nanananikakitchen gol gol suji ki gulab jamun banao ase or khao man bhar ke #nanananikakitchen ghar per hi banao bundi namkeen 🍽️ swad me mitha chatpata #nanananikakitchen thanda thanda rooh afza 🥤 ase banaoge to swad alag aayega try kariye #nanananikakitchen garmi me healthy khatti mithi lassi🥛ase banao bina kisi pareshani ke #nanananikakitchen din ki shuruwat kare bread gulab jamun 🍞 ke sath or din ko banaye khash #nanananikakitchen kam samay me subha banao rat ke bache chawal se pulao 🍚 or fikane se bachao #nanananikakitchen kachche aalu se subha subha badiya ase banao nashta or sabko kuchh alag khilao #nanananikakitchen market jesa poha namkeen 🥄 ghar per ase banao or apane pese bachao khoob khao #nanananikakitchen subha nashte me banao chatpata batra chat 🥗 or khao khilao sabko #nanananikakitchen garmiyon me banaiye kachchi keri ka sharbat 🍸 khatta mitha or healthy bhi #nanananikakitchen restorent jese multilayer paratha 🍽️ ghar per ase banao or khoob khao #nanananikakitchen sham ke time banao fry masala chana chat 🍅 or aram se sabke sath beth kar khao #nanananikakitchen garmiyon me banaye healthy pyaj bhujiya 🧅 jisse rahe aapki health mast #nanananikakitchen subha chai ke sath banaiye namkin chawal fola 😋 or din ko khas banaiye #nanananikakitchen thande mousam me chai ke sath banaiye aalu 🥔 ka nashta or sabko khush kar do #nanananikakitchen thande mousam me chai ke sath banaiye chana masala kachori ☕ or maje se khaiye #nanananikakitchen gamiyon me thande thande mousam me chana masala chat 🧆 banaiye or injoy karo #nanananikakitchen khatte mithe or chatapate aalu ke bada 🥔 ghar per ase banao ye rahi recipe #nanananikakitchen khatti mithi or healthy kachcha aam 🥭 ki chatni ase banao ki sab bole wah #nanananikakitchen man ho kuchh khatta mitha khane ka tab banaye matar chat 🥗 khatti bhi mithi bhi #nanananikakitchen ghar per market jesi til papdi 🍪 ase banao or sabko khush kar do #nanananikakitchen garmiyon ke mousam me dahi se chatpata mattha banaiye or healthy rahiye #nanananikakitchen desi masala sandwhich 🌮 banaiye or bachcho ke gusse fur kar dijiye #nanananikakitchen bina fry kare egg sandwich 🥪 ase banaiye or jhoom uthiye #nanananikakitchen simple egg sandwich 🥚 kam samay or kam saman me ase banaye or maje kare #nanananikakitchen moong dal or patta gobhi ke bhajiya banaiye bilkul asani se #nanananikakitchen restorent jesa dosa ghar per ase banao aram se vo bhi bina fate 🌮 #nanananikakitchen nashte me hare bhare patta gobhi ke bhajiya ase banaye or swasth rahe #nanananikakitchen bhindi masala banaye dahi ke sath jisse ki ye bachcho ko bhi pasand aaye #nanananikakitchen restorent jese samosa ase banao ase banaoge to humesha test achchha aayega 🥔 #nanananikakitchen nashte me banao rolling murmure chale lambe samay or vo bhi bina kharab huye #nanananikakitchen chhutti ke din subha nashte me palak patte ke pakode banao sehat rahegi mast 🥬 #nanananikakitchen samosa masala roll recipe aram se banao or beth kar khao 🌯 #nanananikakitchen jaldi banne wali kachche aalu ki sabji ko banaye ase or swad me mast #nanananikakitchen bachcho ko khush karne ke liye banao chatapte aalu ke pakode 🥔 #nanananikakitchen naram or bina milavat wale aalu ke desi chatpate snacks banao or maje karo #nanananikakitchen garmiyo jab alas aaye tab ye desi snacks banaiye or mast beth kar khaiye 🌼 #nanananikakitchen garmiya ke mousam me sham ko pyaj ke pakode banao or sabko khilao 🌰 #nanananikakitchen hanuman jayanti per aalu ke pakode banae ki bilkul asan recipe 🥔 #nanananikakitchen