Radhe radhe aaj main apna you tube channel banaya hai @aapka ayush vidush channel ko aap Kitna pasand aur na pasand karenge ki aap logon ke hath mein Maine yah channel paise ke liye nahin jivan mein kuchh karne ke liye aage badhane ke liye duniya mein sab log mujhe jaane iske liye banaya hai Mai is channel ke jariye Apne bacchon Ko aage badhana chahti unhen jivan mein sab kuchh sikhana chahti hun ke andar se dar nikalna chahti Hun ki vah kisi bhi stage performance karte hue kabhi ghabraye nahin aur unki ek alag pahchan is YouTube channel ke jariye ham aapko kuchh achcha karke dikhana chahte Hain aur apne jivan ki karya saheli aapko batana chahte Hain Apne Sukh dukh batana chahte Hain hamari jivan mein aage badhane ke liye pahle koshish hai aap logon ka sath Mila To ham koshish ko jarur per kar payenge sabhi Sukh dukh Shahar karna chahte hain channel ko Kitna kam yaha banana hai yah sab aap logon ke upar nibandh hai hamara ek Chhota sa Parivar hai use Parimein Apne bacho ki short video