No content on this channel :c try Try Looking at shorts maybe lol :p
Surah Al Baqarah Ayat
وَ لَا تَلْبِسُوا الْحَقَّ بِالْبَاطِلِ وَ تَكْتُمُوا الْحَقَّ وَ اَنْتُمْ تَعْلَمُوْنَ(۴۲)
|| Aur Haq se Batil Ko Na Milao Aur Dida wa Danista Haq Na Chupao.
Allama Ali bin Mohamad khajin Rehmatullah ta'ala alayhi Farmate hai.
is Aayat Se Malum Hua Ke Har Ek Ko Chahiye Ke Wo Haq ko Batil se Na Milay Aur Na Hi Haq Ko Chupay Kyunke Is Me Fasad Aur Nuqsan Hai Aur Ye Bhi Malum huwa Ke Haq Baat Janne Wale Par use Jahir Karna Wajib Hai Aur Haq Baat Ko Chupana Us Par haram hai