PokeVideoPlayer v23.9-app.js-020924_
0143ab93_videojs8_1563605 licensed under gpl3-or-later
Views : 930,120
Genre: Education
Uploaded At Nov 18, 2024 ^^
warning: returnyoutubedislikes may not be accurate, this is just an estiment ehe :3
Rating : 4.916 (1,387/64,529 LTDR)
97.90% of the users lieked the video!!
2.10% of the users dislieked the video!!
User score: 96.85- Overwhelmingly Positive
RYD date created : 2024-11-22T18:19:16.024842Z
See in json
Top Comments of this video!! :3
Keep hardworking all bhaiya ya didi apka comeback zarur ayega. Me jab class 5 mein thi tab mene padhai toh ki thi but first time high school tha toh 3rd terms ke rule nahi pata the ki 3rd term mein matlab finals mein pura book se ata hai aur isiliye bohot bura score kiya tha. But uske bad se mere ander ek agg jali aur mene than liya ki sab jo bol rahe hai bolne do me isbar 1st, 2nd ya 3rd rank laungi. Aur sach me hamari class me bobot competition hai matlab 1 ya 2 marks ke liye bhi log 1st, 2nd ya 3rd nahi ate par fir bhi mene than liya aur pure sal ekdam shidhad se mehnat ki aur 3rd ayi class 6 mein. Aur esa nahi ki mene class 6 mein maza nahi kiya bohot maza kiya mare ghar mein shadi tha bohot se function the ghar me kyuki ham joint family hai aur to aur ham Kolkata gaye aur Kashmir bhi gaye us sal mein aur mera accident bhi hua tha chota sa pair me laga tha bohot but me ruki nahi aur sabse bura waqt aya November ke end me jab mere finals sir pe the tab meri mummy ka bohot bada ek hus ke sath accident hua pair ka tendon kat gaya tha par HANUMANJI ki kripa se wo abb thodi thik hai aur chal bhi pati hai par zyada der tak nahi. Aur wo sal tha 2023 jab me class 6 mein thi ab me class 7 mein hu aur mere bhi finals arahe hai 28 November se.
Ye app ko bohot chota lag salta hai ki kya hi hai class 6 mein hi toh 3rd ayi thi but mere liye aur mere parents aur mere family ke liye us waqt me wo bohot badi bat thi kyuki mummy ki wo halat me bhi mene padhai ki aur 3rd ayi 😊😊.
So hence proved ki app jis bhi situation me ho hal mat chorna keep doing hard word and you will definitely be rewarded ❤️😊😊😊🥰
Aur haan padhai ke sath maza karna mat bhool na agar 8 ghante padh te go toh 2 ghante maze bhi karo abb wo phone bhi ho sakta hai ya fir app ka fav sports. Kyuki padhai toh hogi but wo bachpan aur jawani ka time wapas nahi milega toh is choti behen ka ye apne bade bhaiya aur didi se ek advice hai ki padho bhi aur maze bhi karo 😊😊😊❤️❤️🥰🥰🥰😊❤
3 |
@motivationquoteshala
4 days ago
Tumhari School me kis chiz pe zyada focus kiya jata hai?
1. Skill Development
2. Marks Marks Marks
859 |